
दोहा:- कबीरा खड़ा बाज़ार में, मांगे सबकी खैर!
 ना काहू से दोस्ती, न काहू से बैर!!
 अर्थ:- इस संसार में आकर कबीर अपने जीवन में बस यही चाहते हैं,
 कि सबका भला हो और संसार में यदि किसी से दोस्ती नहीं तो दुश्मनी भी न हो!
Doha:- Kabira Khada Bazar Mein, Mange Sabki Khair
 Na Kahu Se Dosti, Na Kahu Se Bair!
 Meaning:- Is Sansar Mein Aakar Kabir Das Ji Apne Jeevan
 Mein Bas Yahi Chahte Hain Ki Sabka Bhala Ho Aur
 Sansar Main Yadi Kisi Se Dosti Nahi To Dusmani Bhi Na Ho
 
  
		 
		 
		