मैंने पूछा,
साहब: – आदमी या जनता से पहले “आम” शब्द क्यों लगाते हैं ?
जैसे:- आम जनता, आम आदमी!!
तो वे हँस पड़े,
“ताकि उसे चूसा जा सके और काम निकल जाने पर
गुठली की तरह उसे फेंका जा सके!”
Maine Pucha,
Sahab Aadmi Ya Janta Se Pahile
“AAM” Sabda Kyo Lagate Hain?
Jaise: AAM JANATA, AAM AADMI,
To Ve Hans Pade, Aur Boole…
“Taki Use Chusa Jaa Sake Aur
Kaam Nikal Jane Par…
Guthli Ki Tarah Use Feqa Jaa Sake”